Monday, October 22, 2007

पराचैतन्य

रस्में जहाँ से बाबस्ता हूँ,
मै तो बस एक रस्ता हूँ,
कोई आया और कोई चला गया,
मै मन्जर तकता खड़ा रहा|

वैभव श्रीवास्तव

6 comments:

Chandan said...

hehe..welcome to interweb uncle :)

Whats the significance of the blog title? Ur age :P?

Anonymous said...

Aur loag poochtay hain ye rasta kahan jata hai?

Anonymous said...

mere dil ki kalam se......

ab unke liye main shelf mein rakhi kitab ho gaya hoon,

jab chaha unhone, nikala, gard jhadi, Istemal kiya aur rakh diya wapas, kisi aur ke liye....

Cindrella said...

jeevan mein hai dooriyan bohot...
kuchh tum chalo, kuchh hum chalein.
raat la rahi sapne sukhad...
kuchh tum buno, khuchh hum bunein.

ab waqt hai phir muskaane ka,
ab waqt hai phir kho jane ka.
jeevan mein ayenge naye rang...
kuchh tum bharo, kuchh hum bharein.

ab bhool jao jo beet gaya,
jo hona tha par na ho saka.
ab haath thaam aage badhna...
kuchh tum badho, kuchh hum badhein.
jo baat dabi, ab wo kehna.....
kuchh tum kaho, kuchh hum kahein...!!

वैभव said...
This comment has been removed by the author.
Shreesh Shrimali said...

To Priya:::

Hi Priya,
Actually the poem "Jeevan mein hain", was written by me.
I think u took this poem from my orkut community "Campus kavi".
Please use the author's name, while using his/her creation.

Regards,
Shreesh
(shreesh.shrimali@gmail.com)