jeevan mein hai dooriyan bohot... kuchh tum chalo, kuchh hum chalein. raat la rahi sapne sukhad... kuchh tum buno, khuchh hum bunein.
ab waqt hai phir muskaane ka, ab waqt hai phir kho jane ka. jeevan mein ayenge naye rang... kuchh tum bharo, kuchh hum bharein.
ab bhool jao jo beet gaya, jo hona tha par na ho saka. ab haath thaam aage badhna... kuchh tum badho, kuchh hum badhein. jo baat dabi, ab wo kehna..... kuchh tum kaho, kuchh hum kahein...!!
Hi Priya, Actually the poem "Jeevan mein hain", was written by me. I think u took this poem from my orkut community "Campus kavi". Please use the author's name, while using his/her creation.
एक लंबे समय से मुझे कविताएं और गज़ले पढ़ने का शौक रहा है| पिछले कुछ सालों में मैंने काफी समय के बाद फिर से कविता लिखना शुरू किया | ये ब्लॉग मेरी इन नवीन कविताओं का संग्रह है |
6 comments:
hehe..welcome to interweb uncle :)
Whats the significance of the blog title? Ur age :P?
Aur loag poochtay hain ye rasta kahan jata hai?
mere dil ki kalam se......
ab unke liye main shelf mein rakhi kitab ho gaya hoon,
jab chaha unhone, nikala, gard jhadi, Istemal kiya aur rakh diya wapas, kisi aur ke liye....
jeevan mein hai dooriyan bohot...
kuchh tum chalo, kuchh hum chalein.
raat la rahi sapne sukhad...
kuchh tum buno, khuchh hum bunein.
ab waqt hai phir muskaane ka,
ab waqt hai phir kho jane ka.
jeevan mein ayenge naye rang...
kuchh tum bharo, kuchh hum bharein.
ab bhool jao jo beet gaya,
jo hona tha par na ho saka.
ab haath thaam aage badhna...
kuchh tum badho, kuchh hum badhein.
jo baat dabi, ab wo kehna.....
kuchh tum kaho, kuchh hum kahein...!!
To Priya:::
Hi Priya,
Actually the poem "Jeevan mein hain", was written by me.
I think u took this poem from my orkut community "Campus kavi".
Please use the author's name, while using his/her creation.
Regards,
Shreesh
(shreesh.shrimali@gmail.com)
Post a Comment